Is so called ‘complicated’ ‘life’ mein
Insaan na jaane
Kitni baar ‘rota’ hai
But, at the end
Ye zaroor samajh jaata hai,
Ki jo hota hai achchhe ke liye hota hai
‘Future’ ko chhod kar
‘Past’ pe concentrate
And
‘Past’ ko ‘Present’ mein yaad kar ke
All time ‘frustrated’ rehta hai
But itni ‘frustration’ mein agar
Ek bhi ‘positive’ point mil jaaye
To ye zaroor feel hota hai
Ki jo hota hai
‘Achchhe ke liye hota hai’
Agar puri ho bhi jaaye
Iski ‘puraani wishes’
Then ye ‘nayi wish’ mein
Puraani ‘bhool’ jaata hai
But
Jab ‘attention’ jaata hai
Ki ‘at least’ ‘puraani wish’ to
Puri huyee na yaar
Tab ‘mind’ mein ‘click’ hota hai
Ki jo hota hai
‘Achchhe ke liye hota hai’